India Me Use Hone Wali Sabhi Sim Company , Airtel , Idea , Vodafone , Reliance , Aircel , Tata Docomo , BSNL , MTNL , MTS , LOOP , Tata INDICOM , T24 , Uninor , Videocon , VirGin , Mukya Roop Se Ye Hai . Jinke Sabhi USSD Code Alag – Alag Hote Hain . Isliye Inka Dhyan Rakhna Thora Muskil Hota Hai . Kuch Bhi Check Karne Ke Liye Alag-2 USSD Code Lagana Hota Hain .
Agar Aapko Pata Ho Toh Kishi Ek Sim Ke Bhut Saare USSD Code Ho Sakte Hai . Jisme [ Blance Enquiry , Get Talktime Loan , 2G 3G Internet Blance Check Karna , Active Deactivate Service , Call Rate , Sms Plan , Offers , Night Offer , Apna Number Janna , Last Transaction , Call History , . Ab Aap Samaj Gaye Honge Ki Jab Ek Sim Ke Itne Saare USSD Code Hai Toh Sabhi Sims Ke Kitne Honge .
Inn Sabhi Ussd Code Ko Ek Jagha Dekhne Ke Liye Aapko Jayada Mehnat Karne ki Jarurat Nahi Hogi Kyu Jo Tarika Mai Aapko Bataunga Usse Aapki Sabhi Problem Slove Ho jaygi . Iske Liye Sirf Aapko Ek Android Mobile Chahiye Jisme Aapko Ek App Download Karna Hoga .
Ek Click Me Sabhi Sim Company Ke USSD Code Kaise Pata Kare
1.
Sabse Phele Google Play Store Se USSD Codes Application Download Karne ke liye Niche link Par Click Kare .
Sabse Phele Google Play Store Se USSD Codes Application Download Karne ke liye Niche link Par Click Kare .
2.
Ab Ise Install Karke Open Kare
Ab Ise Install Karke Open Kare
Isme
1. Sim Operator Name Select kare.
2. Apni Location Select kare
2. Apni Location Select kare
3. Ab Aapke Samne Kishi Bhi Sim Ke Sabhi Codes Ki List Aa Jaygi .
Ye Ek Simple Tarika Hai Jisko Use Karke Aap Apne Phone Me Sirf Ek App Download Karke Sabhi Sim Ke USD Cod ko Ek Jagha Par Offline Dekh Sakte Ho .
Toh Friends , Dekha Aapne Ki Kaise Ham Ek Click Me Kishi Bhi Sim Operator Company Ka Ussd Code Pata Kar Sakte Hai . Agar Aapko Hamari Ye Post Acchi Lage Toh Ise Social Media Par Jarur Share Kare . Kishi Bhi Problem Ke Liye Comment Kare . Thanks For Read .