Adsense Account Disabled Hone Se Kaise Bachaye

Hello bloggers,Aaj hum apko batayenge Adsense Account disabled Hone Se Kaise Bachaye. Hum sab blogger par blog bana lete hai. Humare blog ka adsense account create kar lete hai par jab hum account banate hai tab adsense ke privacy or rules and regulation nahi padhate hai. Google Adsense ke rules change hote rehate hai or ek bat hume dyan me rakhana hai ki hume google adsense update karate rehana chahiye magar hum ye bat bhul jate hai. Hum google adsense update nahi karate or unke rules ke anusar nahi chalate yahi humari sabase badi mistek hai adsense disable hone ke liye.
Google adsense ye ek popular advertising program hai esese bahut sare website monthly achhi income kar lete hai. Esese baahut sare logo ko fayada hota hai. Chalo dosto aaj me aapko batata hu ki Adsense Account disabled hone se kaise bach sakate hai. Adsense Account Disabled Hone Se Kaise Bachaye.

Adsense Account disabled Hone Ke 10 Common Mistakes

Apani khud ke add par click karana

Apani khud ke add par click karana hai ek sabse badi mistek karate hau.  Bahut sare bloggers aise hai ki jyada earning karane ke liye apani he khud ki add par click kar dete hai. Or aapane dosto ko bolake click karavate hai. Google adsense apane khud ki ads par click karane ki permission nahi seta hai. Google adsense ne hume eske liye sakt warning di hai agar hum aisa nahi karenge to hume google adsense team banned kar degi or ek bar humara account banned hogaya to hume future me kabhi google adsense use nahi kara sakate. Esliye hume google adsense ke rules ko follow karana hai or humare account ko disable karane se bachana hai.Limit se Jada ads Lagana
Google adsense hume per page 2 se 3 ads hi allow karata hai. Blog post me 2 -3 ads use karana jaise siderbar me ek ads, banner ads text bhi laga sakate hai. Hum search ads bhi laga sakate hai. Agar aap isse jada ads chalayenge to google adsense account hume kabhi bhi banned kar skata hai. (Adsense Account Disabled Hone Se Kaise Bachaye).

No traffic

Bahut sare blogger hai jo ek galati kar dete hai. Website par traffic kam ati hai tab bhi bloggers apani post me ads laga dete ye sochate hai ki humari income jaldise ho jaye. bloggers bina traffic ke ads laga dete hai jisase humara hi loss hota hai jaise ki blog ki earning bahut kam hoti hai or google adsense humara account banned kar deta hai.

Copyright Contents

Googke adsense copyrigt post  ya content ko kabhi allow nahi karta hai jisme text, image ye sare chije humare khud ki  banaye hue chahiye.Bahut sare bloggers dusaro ki sites se post copy karake apani website par paste kar dete hai. blogger ko ye bat smaj nahi ati ki esese humara hi google adsense disabled ho sakata hai.

Popup and fixed ads Widget

Bahut sare bloggers jyada earning kamane ke liye apani site par Popup, Fixed Ads laga dete hai. Adsense rules ke anusar aap visitors ko add par click karane ke liye focus nahi kar sakate. Google adsense sirf visitors ke marzi ke anusar kiye gaye clicks ko he accept karata hai. (Adsense Account Disabled Hone Se Kaise Bachaye).

Long Time post

Humane kahi time se humare blog par post nahi kiya to humara account disabled ho jane ka chance bad jata hai. Agar hum 2 ya 3 month tak koi bhi post nahi karate hai to humara adsense account disable ho jayega. Humare blog par continue post karate rehana chahiye. Aisa karane se humara google adsense account disable nahi hota hai. Humare website ko hume continue manage karate rehana chahiye.

Same Post ya Pages

Bloggers ko hamesha ye bat dyan me rakhani chahiye ki blog par kabhi bhi same post ya pages nahi dale. Ek post ki jankari humare blog par ek hi bar share kare. (Adsense Account Disabled Hone Se Kaise Bachaye).

Ads Code publish our share na kare

Agar bloggers apne code ko share karate hai to ye google adsense ke rules todane jaise hai. Adsense code personal hota hai jisase sirf hum khud hi use kar sakate hai. Adsense code ko kisi ko bhi emails, messages me send na kare.  Agar humane humare blog ke template me ads lagaye hai to wo template kisi bhi share na kare. Google adnses account me kisi ko bhi admin na banaye . Apana account safe rakhe. Google adnses me hum dusara email id add kar sakate hai jisase humari current email id block hone par hum humara dusara add kiya hua email id se adsense login ya mange kar sakate hai. (Adsense Account Disabled Hone Se Kaise Bachaye).

Ads size

Google adsense disable hone ka hai ek sabase bada reason hai. Hume adsense ne diye hue ads size he use karana chahiye. Custom size ke ads ki vajah se adsense block ho sakata hai. Hum boggers sirf ek 300×600 or dusari 300×250 size ki ads he use karana chahiye.

Multiple Website

Hum adsense ke ads ko ek site se jyada site par laga sakate hai par eska matlab ye nahi ki hum kitani bhi site par ek google adsense account ke ads laga skate hai.Hum maximum 5 sites par ek adsense account laga skate hai agar humane 5 se jyada site par adsense account lagaya to humara adsense account kabhi bhi disable ho sakata hai.
Agar apko article pasand aaya ho to apne friends aur relatives mai share jarur kare. Aur unhe jo bhi jankari chahiye to kahe bas www.KaiseKare.in par jaye.
Adsense Account Disabled Hone Se Kaise Bachaye.

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »